Sada-e-Watan Sydney ™
sadaewatan@gmail.com
Zafar Sahib,
ummed hai khairiyat say hoon gai. Guzashta dinoon ABDUL SATTER EDHI ka interview
kiya tha aap kay Sada-e-Watan kay liyay bhaij raha hoo. insha allah aainda bhee
ye silsila jaaree rahay gaa. Ehbaab ko Salaam, Maula aap ko khush haal aur sehat
mand rakhay.
Aap Ka
FAIZAN ARIF
Editor
Weekly Pakistan Post
London.

![]()

